ahkil
|
![](http://www.funfani.com/Themes/smf_famouspadexx008/images/post/xx.gif) |
« on: October 13, 2007, 05:01:27 AM » |
|
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nai, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi, Kismat ne sab kuch diya hamein, sirf diya hamara woh yaar nai.
***********************************************************
Jaate jaate wo ek acchi nishani de gai, umra bhar dohra sakoon aisi kahani de gai, hum to reh gaye pyase, par humari palko ko woh paani de gayi...
***********************************************************
Hamein bhi pyaar karne ka khayal aaya, jab bhi ye khayal aaya, khud ko akela paya, dhoondte rahe is duniya mein hamsafar, kisi ko dhokebaaz, kisi ko bewafa paya Sad
***********************************************************
Dard main koi mauasam pyara nahi hota, dil ho pyassa to pani se gujaara nahi hota, dekhe zara koi bebasi hamari, hum usi ke hogaye jo hamara na hua.
***********************************************************
|